Lovely hindi sms – Apna khayal
Udas lamho ka na koi malal rakhana
Tufan me bhi wajud sambhal kar rakhana,
Kisi ke liye puri jindagi ho aap,
Bas yahi soch kar apna khayal rakhana
Hindi dard sms-Sisa ban ker tut gaye
Majak me wo yuhi ruth gaye,
Sare araman mere tut gaye,
Nafrat ko dhong unhone aisa dikhaya,
Ki wo pathar ban kar jine lage,
Aur hum Shisha ban kar tut gaye!